Khuda Bhi Guitar Chords Ek Paheli Leela Mohit Chauhan

Khuda Bhi Guitar Chords Ek Paheli Leela Mohit Chauhan

SONG: KHUDA BHI
SINGER: MOHIT CHAUHAN

Movie: Ek Paheli Leela

COMPOSED BY: TONY KAKKAR
LYRICS: MANOJ MUNTASHIR
CHOREOGRAPHER: AHMED KHAN

Well, this is a beautiful composition sung by Mohit Chauhan. I believe this number is in Bbm scale but I have transposed it to Bm scale but you are still welcome to play in Bbm. Please do let me know if there are any mistakes in comments.

Guitar Chords Chart:

[jtab phrase=”Bm Em Fm A “]

Khuda Bhi Guitar Chords Ek Paheli Leela Mohit Chauhan

Chorus:

(Bm)Khuda (Em)bhi jab (Fm)tumhe mere (A)paas dekh(Bm)ta hoga(A)
(Bm)Khuda (Em)bhi jab (Fm)tumhe mere (A)paas dekh(Bm)ta hoga(A)
(Bm)Itni anmol cheez de di(A) kaise, soc(Fm)hta (Bm)hoga!

Verse:
(Bm)Tu be-misaal hai,(A) teri kya misaal doon
(Fm)Aasmaan se aayi hai, (A)yehi keh ke taal(Bm) doon
Phir bhi koi jo pooche, (A)kya hai tu kaisi hai
(Fm)Hathon me rang leke, hawaa me uchaal (Bm)doon
(Bm)(hawaa mein uchhal doon..)

Chorus:

(Bm)Khuda (Em)bhi jab (Fm)tumhe mere (A)paas dekh(Bm)ta hoga(A)
(Bm)Itni anmol cheez de di(A) kaise, soc(Fm)hta (Bm)hoga!

Verse:

(Bm)Jo bhi zameen (A)tere (Fm)paaon tale (Bm)aaye
Kadmon se chooke (A)woh aas(Fm)maan ho (Bm)jaaye
Tere aage pheeke pheeke (A)saare shringar hai
(Fm)Main toh kya farishte bhi (A)tujhpe nissar (Bm)hain
Garmi ki shaam hai tu, (A)jaadon ki dhoop hai
(Fm)Jitne bhi mausam hain, tere (Bm)karzdaar hain
(Bm)(tere karzdaar hain..)

Chorus:

(Bm)Khuda (Em)bhi jab (Fm)tumhe mere (A)paas dekh(Bm)ta hoga(A)
(Bm)Itni anmol cheez de di(A) kaise, soc(Fm)hta (Bm)hoga!

Verse: Repeat chords as above

Chehra hai ya jaadu, roop hai ya khwab hai
Aankhein hain ya afsaana, jism ya kitaab hai
Aaja tujhe main padh loon, dil mein utaar loon
Hothon se dekhun tujhe, aankhon se pukar loon
Khwahishein ye kehti hain, kehti rehti hain
Leke tujhe baahon mein shaamein guzaar loon
(shaamein guzaar loon..)

Chorus:

(Bm)Khuda (Em)bhi jab (Fm)tumhe mere (A)paas dekh(Bm)ta hoga(A)
(Bm)Itni anmol cheez de di(A) kaise, soc(Fm)hta (Bm)hoga!

9 years ago

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *